Monday, 14 November 2011

Baazigar O Baazigar

Hindi Song: Baazigar O Baazigar
Movie or Album: Baazigar
Singer(s): Kumar Sanu, Alka Yagnik










O Mera Dil Tha Akela, Toone Khel Aisa Khela
teri Yaad Mein Jaagun Raat Bhar
baazigar O Baazigar
tu Hai Badha Jaadugar

baazigar Maein Baazigar
dilvaalon Ka Maein Dilbar
o Dil Leke Dil Diya Hai Sauda Pyar Ka Kiya Hai
dil Ki Baazi Jeeta Dil Haar Kar

chupke Se Aankhon Ke Raste Tu Mere Dil Me Samaaya
chaahat Ka Jaadu Jagaake Mujhko Devaana Banaaya
pehli Nazar Me Bani Hai Tu Mere Sapnon Ki Raani
yaad Rakhegi Ye Duniya Apni Vafaa Ki Kahaani

o Mera Chain Churaake Meri Neenden Udaake
kho Na Jaana Kisi Modh Par
baazigar O Baazigar

dhak Dhak Dhadakta Hai Ye Dil
bolo Na Kya Keh Raha Hai

Barsaat Ke Din Aaye

Hindi Song: Barsaat Ke Din Aaye
Movie or Album: Barsaat (new)
Singer(s): Kumar Sanu, Alka Yagnik










Hey Hey Hey Hey Hey....
barsaat Ke Din Aaye Mulaqat Ke Din Aaye
betaabiyon Ke Sharaare Beetche Hain
yeh Saawan Ki Rimjhim Jhadi Hain
kadam Bekhudi Mein Behakne Lage Hain 
yeh Madhoshiyon Ki Ghadi Hain
barsaat Ke Din Aaye. Mulaqat Ke Din Aaye
hum Soch Mein The Jinke Us Raat Ke Din Aaye
barsaat Ke Din Aaye Barsaat Ke Din Aaye
jalte Rahe Hum Khayalo Ke Lau Se, Sahi Humne Barso Judaai
cham Cham Barasti Suhani Ghata Ne, Ajab Si Agan Hain Lagai
barsaat Ke Din Aaye. Mulaqat Ke Din Aaye
hum Soch Mein The Jinke, Us Raat Ke Din Aaye
barsaat Ke Din Aaye, Barsaat Ke Din Aaye

na Tum Hosh Mein Ho Na Hum Hosh Mein Hain 
behak Jaaye Na Tum Sambhalo Hamein
gujarish Yahi Hain Tamannao Ki
sanam Baajuo Mein Tha Lo Humein
jasbaat Ke Din Aaye Mulaqat Ke Din Aaye
hum Soch Mein The Jinke Us Raat Ke Din Aaye
barsaat Ke Din Aaye Barsaat Ke Din Aaye

Aashik Hu Mai Katil Bhi Hu

Hindi Song: Aashik Hu Mai Katil Bhi Hu
Movie or Album: Baadshah (1999)
Singer(s): Abhijeet
Music Director(s): Anu Malik
Lyricist(s): Sameer

















aashik hu mai katil bhi hu, sabke dilo me shamil bhi hu - (3)
dil ko churana ninde udana, bas yahi mera kusur
wado se apne muh karta nahi, marne se mai kabhi darta nahi

badshah o badshah, badshah hey badshah
badshah o badshah, badshah

aashik hu mai katil bhi hu, sabke dilo me shamil bhi hu
dil ko churana ninde udana, bas yahi mera kusur
wado se apne muh karta nahi, marne se mai kabhi darta nahi

badshah o badshah, badshah hey badshah
badshah o badshah, badshah

charo taraf hai mere hi charche, hontho pe hai bas mera nam
rango bhari subah meri, masti me dubi hai meri sham
jhuthi kahani sacchi lage, aawargi mujhe achchhi lage
naghme sunana sabko nachana, bas yahi mera kusur
wado se apne muh karta nahi, marne se mai kabhi darta nahi

Maula Mere Maula

Hindi Song: Maula Mere Maula
Movie or Album: Anwar
Singer(s): Roop Kumar Rathod
Music Director(s): Mithoon
Lyricist(s): Sayeed Quadri




maula mere, maula mere, maula mere, maula mere..... - (4)
aankhen teri.... aankhen teri kitni hasin
kee inka aasheek mai ban gaya hu
mujhko basa le iname too
(ishq hai.........
maula mere, maula mere, maula mere, maula mere...... -2) - (3)

kee inka aasheek mai ban gaya hu
mujhko basa le iname too

mujhse yeh har ghadi mera dil kahe, tum hee ho usaki aarjoo
mujhse yeh har ghadi mere lab kahe, teri hee ho sab guftgu
baten teri itni hasin mai yad inko jab karta hu
phulo si aaye khushbu

rakh lu chhupa ke mai kahee tujhko, saya bhi tera naa mai du
rakh lu bana ke kahee ghar mai tujhe, sath tere mai hee rahu
julfen teri itni ghani, dekh ke inako yeh sochata hu
saye me inake mai jiyu
(ishq hai.........
maula mere, maula mere, maula mere, maula 

Koyi Janey, Koyi Naa Janey

Hindi Song: Koyi Janey, Koyi Naa Janey
Movie or Album: Aur Pyaar Ho Gaya
Singer(s): Nusrat Fateh Ali Khan, Udit Narayan, Anuradha Paudwal
Music Director(s): Nusrat Fateh Ali Khan









koyi janey, koyi naa janey, yeh parwane hote hain diwane - (2)
dekho yeh do parwane hain dono hee diwane
jab se mili hai aankhen hosh hain dono hee ke gum
kaisa khumar hai allah allah, kaisa yeh pyar hai allah allah

dekho yeh do parwane hain dono hee diwane
jab se mili hai aankhen hosh hain dono hee ke gum
kaisa khumar hai allah allah, kaisa yeh pyar hai allah allah

dooniya ko hamne bhulaya jo tumko hai paya
pyar kaa nazuk dhaga hame kahan le aaya - (2)
lekin suno toh dooniya me yeh kya afsane hain
kehte hain dooniya wale kee ham diwane hain - (2)

dil kee baten yeh dil hee janey
kab samjhi hain yeh bate dooniya ne
toh phir mashur hai jo, hamko manjur hai woh
jab se mili hai aankhen hosh hain dono hee ke gum
kaisa khumar hai allah allah, kaisa yeh pyar hai allah allah
aa.........

dekho toh yeh lagta hai kee aasan hai manjil
socho toh dil kehta hai kee aayegi mushkil - (2)

Sunday, 13 November 2011

Rona Chahe Ro Na Paye

Hindi Song: Rona Chahe Ro Na Paye
Movie or Album: Anari - 1993
Singer(s): Udit Narayan
Music Director(s): Anand Milind
Lyricist(s): Sameer












panchhi kaa par katarke kehte hai udake dikhao
juba katke dooniya wale kehte hai tum gao

(rona chahe ro na paye, dil kitna majbur hai -2
kise pata hai ko bataye rab ko kya manjur hai) - (2)
rona chahe ro na paye..........

leke aa aanchal ke tale mujhko waradan diya
maine toh sikha wahi maa ne jo gyan diya
dard jo de kisiko mai o insan nahee
khamiya mujhame bhi hai par mai beiman nahee
maine sabko apna mana (mera yeh kasur hai -2)
rona chahe ro na paye dil kitna majbur hai

Anahoni Ko Honi Kar De

Anahoni Ko Honi Kar De
Movie or Album: Amar Akbar Anthony
Singer(s): Kishor, Mahendra Kapur , Shailendra
Music Director(s): Laxmikant Pyarelal
Lyricist(s): Anand Bakshi












anahoni ko honi kar de honi ko anahoni - (2)
ek jagah jab jama ho tino amar akbar anthoni
anahoni ko honi..........

ek ek se bhale do, do se bhale tin
dulha dulhan sath nahee baja hai barat nahee
are kuch darne kee bat nahee
yeh milan kee raina hai koyi gham kee rat nahee
yaro hanso bana rakhi hai kyo yeh surat roni - (2)
ek jagah jab jama......

ek ek se bhale do, do se bhale tin
shamma ke paravano ko iss ghar ke mehamano ko - (2)
pehchano anjano ko